Apna Business Start Karane Se Pahle Janiye Ye 5 Khas Bate
Dosto sabhi log ye chahte hai ki unka business bhut success ho lekin inme se bhut kam log hi apna business star karne se pahle eski planning krnte hai. Agr hum koi bhi kam planning ke anusar krte hai to usme saflta jarur milti hai. Bhut se dost hamse puchte bhi tha jaise ki ” what all do i need to start a business “, , apna business kaise kare, business kaise karna chahiye , business kaise shuru kare , kaun sa business kare , konsa business acha hai es tarah ke sabhi sawalo ke jabab apko es post me mil jayege.
Es post me hum apko ye batayege ki Apna Business Start Karane Se Pahle Janiye Ye 5 Khas Bate kon si hai.
Apna Business Start Karane Se Pahle Janiye Ye 5 Khas Bate.
Before Start A Business Must know Best Tips in Hindi
(List Of Things Needed To Start A Business )
1. Kya Apka Es Kam Me Interest Hai ?
Before Start A Business Must know Best Tips in Hindi Image Source : Google
Sabse pahle to hame ye janna chahiye ki jo kam ham suru karne jar he hai kya us kaam me hamar interest hai ? Agr apko lge ki apka es kam me interest nhi hai or aap ye kam vase hi karna cha rhe hai to fir apko eske bare me or bhi jyada sochne ki jarurat hai. Hum manke chalte hai kisi ladke ko printing press lgani hai or uska es kam me koi khas interest nhi hai or agr kabhi ese printing machine chalani pad gyi to eske kapde or hath gande ho skte hai jo ki ese pasand nhi hai us time es ladke ka man ye kam chodne ka karega. Esliye yah achhi tarah se jan le ki apka ye kam krne me interest hai ya nhi.
2. Logo Se Ray Le Business ke bare me or Us Area Ke Bare Me.
Image Source : Google
Koi bhi Business ya kam suru karne se phle us Business se related logo se ray le. Jis jagh/Area pr aap apna kam suru krna cha rhe hai vha ke logo se apke Business ke demand ke bare me pta kare. Kafi sare log eske bare me apko negative bate batayege or kafi log positive bate. Ab ye apko apne mind se decide krna hai ki kya glat hai or kya shi.
3. Kam Ki Puri Jankari.
before starting a business checklist : Before Start A Business Must know Best Tips in Hindi
Image Source : Google
Agr apko apne kam me safal hona hai to aap chahe koi bhi kam suru krne jar he ho uske bare me puri jankari hona bhut jaruri hai. Ho skta hai aap apne office me worker bhi rakhe lekin fir bhi sabhi workers ka kam apko aana chahiye kyoki kab kon sa worker kam chod kr chla jaye koi bharosa nhi hota. Mai to yha tk khta hu ki koi bhi kam suru krne se phle aap kam se kam 6 mhine us kam ki noukari kijiye. Noukari kanare se apko bhut jayada jankari parapat hogi. Noukari karne se apko ek to kam ki samajh aa jaygi sath hi sath apko ye bhi pta chal jaye ga ki apka malik apne Business ko kis tarah se manage kr rha hai.
Image Source : Bhaskar News Paper : Before Start A Business Must know Best Tips in Hindi
4. Paiso Ke Risak Ko Dhyan Me Rakhe.
Image Source : Google
Dosto koi bhi vyakati yh nhi chahta ki uska Business fail hojaye lekin fir bhi kafi karno se hamara Business nhi chal pata or ham kafi ghate me jate hai. Us time hame kafi logo ka paisa dena hota hai jo ki hamari paresani ka sabse bda karna ban jata hai. Es liye dosto koi bhi Business start krne se phle ye jan le ki espar kitne rupye ki lagat aayegi or agr kal ko ye Business na chala to kya mere upar kisi parkar ka karj to nhi ho jayga.
Before Start A Business Must know Best Tips in Hindi
5. Apna Laksya Banaye, Planning Kare Or Fir Kam Suru Kare.
Image Source : Google
Hamme se 90% logo ka Business ya to fail ho jata hai ya fir bas normal hi chalta hai.Hamara Business kafi ache se successful kyo nhi ho pata ? Eske piche ek sabse bada karn ye hai ki ham kabhi apne Business ka laksye hi nhi bnate hai. Hame ye hi nhi pta hota ki hame apne Business ko kis unchayi tak leke jana hai. Dosto agr aap apne Business ko successful krna chahte ho to uska ek laksye rkhe ki hame apne Business ko kha tak leke jana hai fir uske bare me vichar kare, planning kare ke kis tarah se ham apna laksye hasil kar skte hai or fir us planning ke anusar apna kam/ Business start kare.
Apna business badhane ke liye hamare ye article bhi padhe
- Apni Shop Ki Free Advertising Kaise Kare?
- Online Advertising Kya Hai ?
- Ek Acha Logo Kaise Banaye ?
- Apne Business Ko Safal Banane Ke 5 Tarike
- Apni Shop Ki Free Advertising Kaise Kare ?
Dhanywad.
Dosto ye mera visvas hai ki es article se apko Business ko kuch na kuch fayda jarur hoga.
Apko hamari ye post Apna Business Start Karane Se Pahle Janiye Ye 5 Khas Bate Before Start A Business Must know Best Tips in Hindi kaisi lagi hame jarur btaye.
Before Start A Business Must know Best Tips in Hindi. date of birth ke anusar business ,le lekar shoes ,tender lene ke liye kya kare ,tin no kya hota hai ,truck transport business plan in hindi ,business start karne ki dua ,tender kaise dale ,gande kaam karna ,welding ka kaam ,tin no. kya hota hai ,dukan ka number ,business ke liye loan in hindi ,5 lakh me konsa business kare ,business kitne prakar ke hote hai ,truck ka business ,transport business kaise kare ,Business Start Karne Se Pahle,kam paise me business in hindi,marketing karne ka tarika,vyapar kaise kare hindi,business konsa kare,kapde ka business,truck transport business plan in hindi,chota business in hindi,kam lagat me business,business plan in hindi language,business plan kaise banaye,business guide in hindi pdf,business ideas in hindi with low investment,business management in hindi pdf,business ideas in hindi video,business ideas marathi pdf,business book in hindi pdf,laghu udyog project hindi,business ideas low investment,big business ideas in hindi,different small business ideas,gharelu udyog list in hindibusiness ideas in hindi videobusiness ideas marathi pdf,business ideas with low investment in small towns,
MAINE B.COM KIYA HAI AB MAIN BUSINISS KARNA CHHAHATA HUN AAP BATAYE MAIN KIYA KAROO
compay ko aur khud ko aage jane ki liye kya simtam hone chahiye?
surrogacy and egg donor agency ka licence lene ke liye kya karna hai aur kahan se hoga
sorry sir abhi eske bare me pta nhi hai…..
sir kuch batiye
Sir business mai partnership theak rahate hai ya nahi
https://www.youtube.com/watch?v=H7NDpdUnFG4
plz see above video for your answer
Sir mena led bulb ka business suru kiya h but mujh new clients. Bnane h but koi paisa. Dena ko tyar nhi ab free me products rakh vana cahta h to me kya kru plzz help me
aap unho thoda thoda saman udhar me de de or jab saman sale ho jaye to unse rupye le le
Dear sir,
Mera naam Jitendra hai main up ka rahne wala hun main 7saal se parvate job kar raha hun Mera maan job karne ka nai hai main juice shop kholene ka maan hai ye business main kaise suru karu Dar lagta hai Kahi job chod ki juice shop nahi chala to main kaise start karu plz help kare
dekhiye sir risk har kaam me hota hai agr aap chahte ho to juice ka kaam kr skte ho….
lekin esse phle aap eske bare sabhi jagh se achhe se jankari le le…
or dusri baat job to aap kabhi bhi kar skte ho..
Sir mera ek dukan hai kolkata me jis ka koi licence nahi hai.
Or me apne koi products ko dusre state me bhejna chahte hai.
Iske liye hame kon kon sa licence ka jarurat ho.
Or kaise apply karenge.
sorry sir abhi eske bare me hame jankari nhi hai
Hello respected sir mera name amrit pal ha ma +2 pass hu ma jadu (broom) ke factory kholna chata hu is ke leya pehala muja kay kerna hoga
dekhiye sir jaisa ki post me btaya gya hai sabse phle aap es kam ke bare me puri jankari le le… uske bad us area ke bare me pta kare jha app fectory krna chahte hai or fectory suru krne se phle logo se bhi eske bare me pta kr le
mujhe pop gypsam and penting ka kam kar na hai
sir me footwear ki karna chahta hu. kya shop ka koi laicenc ya vat no b hota ..agr hota to usse apply kaise karte hai.
dekhiye agr aap apna business bade leval par karna chahte hai to apko en sabhi ki jarurat padegi….
adhik jankari ke liye aap apne sahar me kisi bade dukarndar ke paas jakar eske bare me pta kr skte hai jo footwear ki dukan krta ho.
Sir mera naam imran khan ha may ek diesel engines makanik Hu sir aap se ek jankari hamko leni ha wo ye ha ki tata track ka 1. Litar me 5. K.m.tak ki duri tay karti ha par may disel pump ki setting kar ke 1. Litar me 8. K.m. Ki duri kar WA deta Hu matlab ye ha ki tata telco se good ebreej LA deta Hu 3k.m. extra ye nalej may tata ko dena chata Hu par kayse do
aap tata track ki company me jaiye or vha par jo sell manager or dusre adhikari hai unse baat kijiye or unko eske bare me bataiye.
agr ek jagah baat nhi banti ho 2-3 jagah try kijiye
Sir me ek business me fail ho chuka hu
Coopretive finance ka business kiya tha
Ab me fir koi nya ESA business krna chahta hu
Jisko pure bharat branches khol kr chla SKU
Please aap muje koi ESE business ideas
Btaye ki me yeah business krlu
Jo ki pure bharat me chla SKU
bhai bizns kafi hai koi bhi kr lo aap use kis leval tak le ja skte ho ye aap pe hi depend krta hai..
go to this link
https://www.google.co.in/search?espv=2&rlz=1C1GKLB_enIN718IN718&q=best+startup+ideas+in+india&oq=best+star&gs_l=serp.3.1.0i20k1l2j0l8.71584.92732.0.99305.17.14.3.0.0.0.7703.8873.0j1j3j1j9-1.6.0….0…1c.1.64.serp..9.8.1188…35i39k1j0i67k1.JSs0LnXySLw
Dear sir mre pass apni team abi marketing job krte hai
Abi ham hitec ke sath Kam Kar rhe hai
Agr koi v bai business krna chahta hai to
Mere sath cents
Mre apni District me achha network hai
Aur marketing ka 7 year experience hai
9914517977
Hardeep Singh
Sir agr self business me income 2.5 Se km h to kya phir bhi tax return file krna jruri h…aur ek sawal aur tha ki…kitne turnover pe tin no Lena anivarya h…
sir abhi hame tin no. ke bare me jankari nhi jald hi es par ham ek post likhne wale hai….
Sir hum partenership se chota mall kholenge kitna kharcha aayega
eske liye aap kisi aaise vykati se samparck kare jo koi successful mall chalata ho …… vo apko mall ke bare ache se jankar de payega
Sir me business karna sahti hu …lekin paisa thora kam he so kese hendel karu..
phle aap business ke bare me puri jankri le uske baad aap chote satar par apna kaam suru kare….. suruaat me hi bad machine vagera lekar aane ki koi jarurat nhi hai…… dhir dhir apna kam badhaye……. apko safalta jarur milegi
Plz guide me,how to open nut bolt factory and what could be the raw materials and initially investment.
sir mughe aap ka blog acha lga mughe cunfiusing rahti h kya karu apna comuter ki dukan h par chalta nhi jo ghar par par hi khola hu koi sughau denge
thanks……
sir dekhiye eske bare me hame dhyan se sochne ki jarurat hai ..
kisi shop ke na chalne ke kai karn ho skte hai.. sabse phle ham un dikkato ko dekhna hoga jo hamare samne aa rhi hai unko solve krne ki kosis krni hogi….. bhut si bate hai jinse ham apne business me success ho skte hai…..
Sir mera kAam mishri ka hai 8 rupaye kilo kharcha aata h veppari hum 1 rupaye kilo k dene hichak t hai ab aap bataye me kya karu
plz apna sawal ache se btaiye aap kon se mistri hai or kon si farm me kam kr rhe hai
sir
meri email id par
Jankari bheje please sir
[email protected]
Sir
mai Garment ki shop kholna chahta hu
Sabse pahle mujhe kya karna padega
2,00000 lakh se jyada mere pass paisa nahi hai
apko mere dost ka number deta hai aap unke pas call krke pta kr skte hai unki khud ki garment ki shop hai…… no. lene ke liye dobara comment kare
Nimi Verma ji aapke site ki design acchi h aur blog bhi badhiya banaya h par aap business k bare me article ko samajh nhi pa rahe aur sentence word ye sab me galti to bahut badi galti h aap apni word pawor ko sudharte hu blogging Kare seo SE acche results bhi milenge
Namskar ji sabse phle mai apko dhnywad dena chauga ki apne hame hamari galtiyo se avgat krvaya. Aage se ham kosis krege ki hamse koi galti na ho or ham apse ummedi rkhte hai ki aap bhavisay me bhi hame apna kimati sujhav denge.
Apka Ek bar fir se dhanywad
SUNIL KUMAR (PAL)
email : [email protected]
Sir muje govt tender lene h uske liye muje kya krna hoga meri welding ki shop h
welding se sambndhit jo bhi news akhbar me aati hai us pr dhyan dijiye or ye pta kjiye ki vo kon se bhivag ki hai fir aap us office ( bhiwag ) me welding ke kam ke bare me pta kriye…..
SIR M 2 APNE BUSINESS KARNA CHAHTA HU KYA DONO BUSINESS AK SATH CHAL PAYGE .
1. REDIMENT GARMENT
2. TRANSPORT PR AK APNI CAR LAGANA CHAHTA HU .
APNI RAY DE PLEASE .
Reple
kr skte ho lekin eske liye apko in dono business ki achi jankari hona jaruri hai agr aap dono me naye ho to ye apke liye muskil ho sklte hai. aap dono ki ache se jankri or tajurba lekar hi bisness kare
Sir me garment ka business karna chahta hoo, or WO bhi achhi or bari par mere paas paise Kam hai me kya karu,kese apna business start karu
uske liye phle aap thode rupye lga kr apni shop start kre fir uske bad aap shop ke liye loan le skte ho.
Boss
Mai Counsantency Kholna Cahta hu to mujhko kaha registration karwana pade ga mai rent purpase se isko kholna cahta hu
apna swal dobara se shi btaye kya krna chahte hai or kya janna chahte hai
Sir agr kabhi sal tx ki rad pad jaye to usse kese bacha jaye…I mean kese handle hoga matter
sir esme koi darne ki jarurat nhi hai
plz phle apna bussiness or income btayiye apne kam ki
Hi Dear ,main ek bahut badi problum main fus gaya hoon samajh nahi aaraha kya keroon .main 10 yers medical MNC Raipur main tha aur abhi ek jo raipur main pados main rahty thu unka tiles ka compani hai kam unhoney mujhe tiles ka super stockist bana diya jabalpur main unki baton main aaker main raipur chod diya aur business start ker diya show room banwaya per unhoney kaha tha main aap ko 2 compani k budne doonga aap ko kuch nahi kern bath na hai ab woh bundey bhi nahi dey rahey mera man yanha nahi lag raha aur jaisa socha tha kuch bhi nahi ho raha basically jabalpur sey hi hoon per 10 sal sey raipur main tha merride hoon 2 buchey hain shoroom plus godawn ka rent milaker 70thousend araha hai jo ki bahut jada hai kuch bhi samajh nahi aaraha kya keroon shoroom bananey main bhi bahut paisa kharch ho gaya mujhe gid keriye plz….
unhoney nayi compani bayi hai tiles ki ab sub bakwas lag raha hai kyonki mujhe isk barey main jankari nahi hai jabalpur accha bhi nahi lag raha business kaise jamaoon kya keroon batiye
dekhiye sabse phle to apne yhi galti ki hai bina kuch soche samjhe lalach me akar kaam shuru kar diya…lekin ab apke pas ek hi option hai apne kaam ko sucess krne ka ye vo hai ki aap iske bare me puri jankari le choti se lekar badi jankari kis tarh se kaam kiya jata hai kha se worker leke aane hai , kha or kaise hame apna saman bechana hai, kis tarh se hame naye costmor bnane hai…himmt mat hariye or dhyan se kaam kijiye … sab kuch thik ho jayega..
thx sir for your gaidence , sir mera man restaurent or retail business main jada hai or iss city main man nahi lag raha hai kya main wapas wanha ja ker kuch naya business keroon kyonki raipur capital hai ya kuch samay aur doon is business ko,
kaisey grow keroon is business main bahut jada competition hai 2 rs 3 rs kuch samajh nahi aa raha life main pahli bar itna muskil main fas gaya hoon ya companies sey withdra ker loon kyonki woh main pawer nahi dey rahi hai………..sir plz gide keriye family poori disturb hai
every month showroom expenses 70000 k hain family expenses alag sey…….
Sar muzha bisnes ka bare me aap se bhot achi jankari mili hi thx
nice
aapki post achhi lagi ek baat aur puchna chahta hu aapse ki agar koi business kholna he to koi sell tax ya court ka kuch kaam to nahi karna padta
Dosto sabse phle to hame dekhna hota hai ki ham business kya kr rhe hai or apna business kis leval par kr rhe hai. Agr hame apne business se me gov. tender ya kis farm ka kam krna hai to tin no. lena padega or tax bhi pay krna padega.
Or tin no, kese milega
tin no. ke liye apko CA ke pass jana hoga vo apka tin no. banwa kr dega…ham apne aap tin no. nhi bnwa skte
acha hai