Dosto bhut bar jab hame kis vaykti ka kisi sanstha ya fir kisi company se chek ke dwara hamare rupye milte hai Or jab ham ye check bank me lagate hai to bhut se logo ko kafi dino baad eske paise milte hai or kuch rupay cut bhi ho jate hai jiske karn unhe bhut paresani hoti hai. Es post me ham apko ye btayege ki jaldi se bank cheque clear kaise karvaye or check clear hone me jyada time kyo lgta hai ? or sath me Hamare rupye cut kr kyo milte hai.?
Jaldi Se Bank Cheque Clear Kaise Karvaye ?
Jyada time kya lgta hai or Jaldi check ke paise kaise le ?
Cheque ke rupye let aane ke kyi karn hai.
- Sabse pahle se dekha jata hai ki hamara bank account kis bank me hai or check kis bank ka bna huaa hai. Example ke rup me : Hamara account SBI BANK me hai or check agr HDFC BANK ka hai to esme toda time jarur lgega. Jaldi paise lene ke liye hame kosis karne chahiye ki ya to hum check usi bank ka banwaye jis bank me apna account hai or ya fir ham vo bank account no. de jis bank se hamara check banna hai.
- Agr Check kisi or bank ka hai to bhi koi dikkt ki bat nhi hai dosto. Jo check hamare pas aaya hai usko aam tor pr ham apne bank ki kisi bhi branch me jma krava dete hai. Jiske karn hame nuksan hota hai paise ka or time ka.
- Agr ham check ko apne bank ke local branch me jama krvate hai to usme kafi time lgega clear hone me or kuch uska charge bhi lgega. Ese ham ek example lekar samjhte hai. Jaisi ki sunil ke naam ek check bankr aaya hai jo HDFC bank ka hai or sunil ka account SBI bank me hai. Sunil es check ko apne gav ki local SBI branch me jama krvata hai. Bank es check ko post ke dwara apne home branch ya main branch me bhejga jiska charge bank sunil ke check me se katega. Or check ki post aane jane me 5 se 7 din ka time lag jata hai jiske karn sunil ka check let ho jata hai.
- Agr aap chahte ho ki apka check jaldi clear ho or uske koi paise na cut ho to aap ye check apne bank ki maine branch ya fir home brance me hi jama krvaye.
- Check jama krvate samay usme apno phone no. jarur likhe taki agr aap se galti apna account no. ya koi dusri jankari galt bhari gyi ho to bank ke adhikari aap se aasani se sampark kr ske.
Also Read
- Cheque Bounce Hone Par Kya Kare ?
- Ek Company Ke Liye Uska Logo Hona Kitna Zaroori Hai ?
- Ek Acha Logo Kaise Banaye ?
Apko hamri ye post kaisi lagi Jaldi Se Bank Cheque Clear Kaise Karvaye ? Hame comment ke dwara jarur btaye.
Keywords :
cheque clearing process in sbi
cheque clearing process in india
cheque clearing in india
how to deposit a cheque in sbi bank
दोस्तो एक पोस्ट को तैयार करने मे काफ़ी मेहनत करनी पड़ती है. आपका एक कॉमेंट और एक लाइक हमे आपको और भी नयी जानकारी देने मे काफ़ी प्रोत्सहित करता है.
Sir mera check jana kiya 30din ho gaya aur abhi tak bhaj ke nahi hai koi rasta bataiye
Sir mera chek kafi din ho gye kb clear hoga nhut jaruri jai
सर मेरा अकाउंट SBI माण्डल (भीलवाड़ा) में है मेरे एक चेक AU Small Finance bank का चेक आया।
सर मेने 17/12/18 को चेक SBI माण्डल (भीलवाड़ा) में ही लगाया है, ओर आज तारिक 20/12/18 हो गयी है लेकिन मेरा चेक अभी तक क्लियर नही हुआ है ओर बैंक वाले ने बोला कि इसमें लगभग 25 दिन लगेंगे। सर मुझे क्या करना चाहिए
1.चेक अन्य ब्रांच में लगाना चाहिए क्या यदि हा तो कोनसी ब्रांच में लगाना चाहिए
2.सर यदि नही लगाऊ तो रुपये कटेंगे तो नही
सर प्लीज बताने की कृपा करें
सर मेरा एकाउंट sbi बैंक में है मूझे चेक मिला है कोटका बैंक का उस मे 7 दिन हो गए बैंक में लगा दिया हु तो वह कब कीलयर होगा
सर् मेरा chek को 11 दिन हो गए है अभी तक किलियार नही हुआ है , कोई आइडिया दीजिये
Sir hamne apna account transfer Kara diya hi waha se passbook bhi mil Chuka hi leykin check book 20 din ho gya hi Abhi tak nahi Mila kya Karu bank me Bolte hi post se aage ga kitna din lagega malum nahi please sir help me
Crorepti my cheq nahi deya
mujhe IDFC bank ka cheque mila h or mera account PNB me hai or mera PNB home branch pitam pura me hai or mene cheque rohini sec-15 me dala hai to kitne din me clear hoga or kitna charge katega or cheque sunil sharma naam se hai lekin mera account sunil kumar sharma se hai to koi problem to nahi hogi na
PNB meh mera ac hai pnb ka cheque mila hai cheque machin meh dala hai kitna time lagega clear hone meh
Sir Hamara sbi me khata he or hame 1. 2. din me jarurat he Arjantli check book. Ki to ham kaya kare or kone dino me milega.pliz.help
aap sbi ki branch me jaiye or vha se urgent check book ke liye apply kijiye apko 1 ghnte ke andr andr check book mil jayegi
Sir mera account icici ka h mujhe pnb bank ka chek mila h kitne din mein clear hoga
krib 7 din me
Sir mujhe company se cheque mila Tha ICICI bank ka Mera account hai bank off baroda me 1 fb ko cheque lagaya tha bank of baroda kundali hsdc me abhi tak cliyar nahi hua kya kru
Sir mujhe ek Prize Main quize by check mila tha yahi 15Dec ko chori hogaya kya woh pass dusre pass se bank pass kardegi Agar pass hogya toh Main aage kya kar sakta hu
Sir, mera account bank of baroda burari delhi m h kya m cheque Bank of Baroda Naraina delhi m deposit kar sakta hu, iske koi charge to nahi katega please reply
agr aap homw branch me cheque lgate ho koi charge nhi lgega lekin local branch me charge lgega..
jiske naam se cheque mila hai usme hi rupye aayege
cheque kesi company se mila hai kya ham apne account me dal sakte hai paisa plise tale me sad
cheq bounce ho gya hai sbi bank se cheq kaise le apna acount no btane se cheq mil jayega cheq bounc hone ke 3 mhine bad case kr sakte hai
dekhiye cheque bounce hone par bank dak yani mail ke dwara apke pas cheque bhej deta hai with reason or apko yhi cheque 2 bar or lgana hota hai uske bad aap case kar skte ho
cheque dene wale ne galat singh ki hi aur wo dusra cheque nahi de raha hi to hum ky kar sakte hi
wske liye aap hamri ye post padhe https://samajikjankari.com/cheque-bounce-law-india-hindi/
Reaplay pleas
Mere bank me crent account hai mujhe party ko cheque kaise dena chahiye
Namskar dost
cheque kaise dena chahiye ?
Matlab mai apki baat samjh nhi paya dost
plz thoda or vistar se bataye
Sir, mera account bank of baroda burari delhi m h kya m cheque Bank of Baroda Naraina delhi m deposit kar sakta hu, iske koi charge to nahi katega please reply
Sir mer account ARYAWRT GRAMIN BANK BANDA U.P me hai Mujhe HDFC ka cheque mila hai jise maine branch me 16/07/19 ko post kiya tha but aaj tak mera cheque clear nahi hua
So plzz tell me any sugges me