नमस्कार दोस्तों आज की इस पोस्ट में हम आपको बतायेगे कि हम किस तरह से Heavy Driving License Kaise Banwaye ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस बनवाए ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस के लिए डाक्यूमेंट्स क्या क्या लगेगे ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस बनवाने का प्रोसेस क्या है ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस फीस कितनी लगती है ? हैवी लाइसेंस ट्रेनिंग लिस्ट कैसे चेक करे ? इन सभी सवालों के जबाब आपको हमारी पोस्ट में मिल जायेगे.
Heavy Licence Details l Heavy Licence Fees
दोस्तों आज के इस आधुनिक युग में बिना लाइसेंस के काम करना गैरकानूनी माना जाता है और ऐसा नहीं करने पर हमें अपने भविष्य में काफी समस्याओं का सामना करना पड़ सकता है. तो दोस्तों आज हम इस पोस्ट के माध्यम आपके साथ यह जानकारी शेयर करेगे कि आप किस प्रकार बड़ी आसानी से हैवी ड्राइविंग लाइसेंस को बनवा सकते हैं.
दोस्तों जैसा कि आप सभी जानते है कि ड्राइविंग लाइसेंस काफी प्रकार के होते हैं जैसे की बाइक, स्कूटर और कार जीप को चलाने के लिए LMV लाइसेंस. ट्रांसपोर्ट के आधार पर हल्के ट्रांसपोर्ट वाहन को चलाने के लिए LTV लाइसेंस का होना अनिवार्य होता है. ट्रांसपोर्ट के भारी वाहन या फिर बस, ट्रक आदि को चलाने के लिए हैवी लाइसेंस का होना अनिवार्य होता है.
तो आइये दोस्तों जानते हैं कि हैवी ड्राइविंग लाइसेंस बनवाए ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस के लिए डाक्यूमेंट्स क्या क्या लगेगे ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस बनवाने का प्रोसेस क्या है ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस फीस कितनी लगती है ? हैवी लाइसेंस ट्रेनिंग लिस्ट कैसे चेक करे ?
Heavy Driving License Kaise Banwaye ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस की पूरी जानकारी
दोस्तों हैवी ड्राइविंग लाइसेंस बनवाने के लिए सबसे पहले आपको LMV (LMV full form : Light Motor Vehicle) लाइसेंस ट्रेक्टर ओनली के साथ बनवाना होता है. LMV लाइसेंस कैसे बनवाए की जानकारी आप निचे दिए गए लिंक पर क्लिक करके आसानी से प्राप्त कर सकते है.
हमारे द्वारा बनवाए गए LMV ड्राइविंग लाइसेंस इशू डेट से एक साल पुराना और मेट्रिक क्लास की DMC का होना जरुरी है.
इसके बाद दोस्तों आपको अपने नजदीक के जिले और वेटिंग लिस्ट के अनुसार hr.transport.com वेब साईट पर ऑनलाइन आवेदन करना पड़ता है.
यह पे आप अपने और दुसरे जिलों की वेटिंग लिस्ट चेक कर ले जहा पर आपको सही लगे उस जिले में अपना हैवी लाइसेंस के लिए ऑनलाइन आवेदन कर दे.
इसके लिए आप हमारी ये पोस्ट पढ़ सकते है :
जैसे ही आपका अपनी वेटिंग लिस्ट के अनुसार नाम और नंबर आ जाने पर आपने जिस भी जिले में अपनी हैवी ड्राइविंग लाइसेंस के लिए ऑनलाइन आवेदन किया था. आप वहा से आप जोइनिंग लैटर प्राप्त करे.
दोस्तों आप ऑनलाइन भी अपनी वेटिंग लिस्ट के बारे में जानकारी प्राप्त कर सकते हो. इसके लिए आप निचे दिए गए लिंक पर क्लिक करके जानकारी प्राप्त कर सकते है.
जोइनिंग लैटर लेने के बाद आपको अपने जिले के RTO office से हैवी लर्नर बनवाना पड़ता है. हैवी लर्नर कैसे बनवाए इसकी जानकारी के लिए आप निचे दिए गए लिंक पर क्लिक करके जानकारी प्राप्त कर सकते हो.
हैवी लर्नर बनवाने के बाद आपने जिस भी जिले में ऑनलाइन आवेदन किया था वहा से आपको 35 दिनों की ट्रेनिंग करनी होती है. ट्रेनिंग पूरी होने के कुछ दिनों बाद आपको ड्राइविंग सर्टिफिकेट मिलता है. इसके बाद दोस्तों आप इन सभी जरुरी डॉक्यूमेंट के साथ अपने जिले के RTO office में हैवी ड्राइविंग लाइसेंस की फीस भर कर अपना लाइसेंस बनवा सकते है.
Heavy Driving License Kaise Banwaye ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस
हैवी ड्राइविंग लाइसेंस बनवाने के लिए जरुरी डॉक्यूमेंट.
- ओरिजिनल LMV ड्राइविंग लाइसेंस
- फॉर्म नंबर 8 पासिंग के साथ
- ट्रेनिंग सर्टिफिकेट
- फॉर्म नंबर 1
- फॉर्म नंबर 2
- फार्म नंबर 3
- मेडिकल की फीस रिसीप्ट और मेडिकल सर्टिफिकेट
- LMV ड्राइविंग लाइसेंस की एनओसी
- LMV ड्राइविंग लाइसेंस फोटोकॉपी
- दो आई डी प्रूफ
- मेट्रिक सर्टिफिकेट फोटो कॉपी
- जोइनिंग लेटर
- एफिडेविट
- ऑनलाइन ट्रेनिंग लिस्ट प्रिंट
- 240 और 60 रुपए की हैवी लर्नर फीस रीसिप्त
इन सभी जरुरी डॉक्यूमेंट के साथ आपको अपने जिले के RTO office में हैवी ड्राइविंग लाइसेंस के लिए 1700 रुपये की फीस देनी होती है.
नोट दोस्तों यह फीस समय समय पर कम और ज्यादा होती रहती है.
फीस जमा करवाने के लगभग 15 दिनों बाद आपके एड्रेस पर डाक के माध्यम से आपका लाइसेंस भेज दिया जाता है और डाक से लाइसेंस नहीं मिलने पर आप अपने जिले के RTO office से कांटेक्ट कर सकते हो. दोस्तों जैसा की आप सभी जानते हो लाइसेंस में किसी भी प्रकार की नाम और एड्रेस की गलती होने पर आप अपने RTO office से ठीक करवा सकते हो.
दोस्तों आपको हमारी ये पोस्ट ” Heavy Driving License Kaise Banwaye ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस ” कैसे लगी इसके बारे में हमे जरुर बताये.
अधिक जानकारी के लिए आप हमारी पुरानी पोस्ट भी पढ़ सकते है :
Heavy Driving License Kaise Banwaye ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस
Namskar dosto agr aap bade vahan chalane ke liye Heavy Driving license banwana chahte ho to sabse pahle to apke pass me LMV ( Light Motor Vehicle ) License ka hona bhut jaruri hai. Agr apne LMV license banwa liya hai to thik hai or nhi banwaya hai to
hamari ye post jarur padhe. Es post me hamne achhi se btaya hi ham Driving License LMV Kaise Banwaye ? LMV License banwane ke bad kya kare ? Aaiye jante hai eske bad Heavy Driving License Kaise Banwaye ?
Must See : प्रधानमंत्री किसान सम्मान निधि योजना क्या है? Apply Online अब हर किसान को मिलगे 6000 रूपये
Heavy Driving License Kaise Banwaye ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस
Step 1. NOC Nikalwaye
Dosto Sabse pahle aapko SDO office se NOC leni hoti hai. NOC lene ke liye aapko ek affidavit type karwana hota hai. Es affidavit ke saath driwing licence ki photo copy(LMV) laga kar SDO office me jama karwani padegi. Vaha se aapko NOC mill jayegi.
Step 2. Jaruri Document.
1. Do stamp paper
2. NOC
3. Form no.1,2,3
4. Date of Birth ka proof certificate
5. 2 ID
6. 7 Passport size photo
Step 3. Medical Karwana
Dosto Medical ke liye Form no.1,2,3 ko capital letter me fill up kre or normal information hi esme bahre Medical se sambandit coloum ko mat bhare kyon ki ye coloum adikariyo ke dawara bhare jane hote hai. Form no.1,2,3 ke saath LMV licence ki photo copy lagaye. In sabhi document ke saath aap apna medical karwa lijiye. Medical me aapka blood test or ankhe test hoti hai. Iske doran Rs.100 ke raseed red cross society ki or Rs.50 ki raseed blood test ki hoti hai. Yadi aapne LMV licence me blood test ki report karwa rakhi hai to apko dubara se blood test report karwane ki avsaykta nahi hai.
Must Read
- Vehicle Registration Kaise Karwaye ?
- Vehicle Insurance Kya Hai ? Iske Bare Me Puri Jankari
- Driving License LMV Kaise Banwaye ?
Step 4. Online Registration
Medical karwane ke bad apko Heavy vehicle chlane ke liye training leni hogi joki Sarkar dwara apko di jaygi. Eske liye aap apne state ki transport se related website pe jakar form bharna hona. Jiase Haryana ki transport site dt.hrtransport.com hai. Training ke liye Online form bharate samay apna Centre dhyan se select kare kyuki jyada log hone ki vajah se kafi bar training me apka no. lagne me kabhi kabhi 2 sal bhi lag jate hai.
Step 5. Document ko training center me jama karwana
Online registration ka printout, LMV licence, 2 Id or date of birth ka proof certificate in sabhi document ko aapne training centre me jama karwana hoga. Pertek training centre me file jama karwane ka samay or din alag-alag hota hai. Jane se pahle aap apne training centre me file jama hone ka din pata ker lijiye. Jaise Karnal (Haryana) me keval Wednesday ko 09:00 se 01:00 tak he file jama hoti hai. Dosto es doran aapko ek receipt bhi milti hai. Aap apni file ke upper phone no. jarure likhe. Kyuki apko training ke bare me jankari message or call ke madhyam se dee jati hai.
NOTE:- Sabhi document ki photo copy attested karwana jaruri hai. Yah receipt aap sambhal ker rakhe, iske vager apko training me dikkto ka samna karna pad skta hai.
Step 6. File ko RTO office me jama karwana
Form no.1,2,3, Affidavit, Red cross society ki Rs.100 ki receipt, Medical test, NOC, LMV license ki photo copy, Date of birth ka proof certificate, Ration card ki photo copy, 2 ID or ek Form jo apko training centre se milega, in sabhi document ko RTO office me jama karwa dijiye. Rs.450 ki receipt bhi katwani hoti hai. Vaha se aapko ek letter milega.
Step 7. Training Center Me Latter Ko Jama Krvana
Dosto ab aap is letter ko training centre me jama karwa dijiye. Ganeral or BC cast ki training fees lagbhag Rs.2300 bharni padhti hai. SC cast ki training fees lagbhag Rs.1100 bharni padhti hai. Dosto ab apko 35 dino ki training karni padhti hai. Training ka samay 09:00 se 05:00 bhaje tak ka hota hai. Training ke doran apko bus drive karni sikhayai jati hai.
Step 8. Driving Test
Training complete hone ke bad, apka bus driving test hota hai. Jisme apko S banana or Dugg ke upper bus ko back karke chadani hoti hai. Driving test pass karne ke kuch dino bad heavy license ban ke apke address per dak ke dwara aa jayega.
दोस्तों आपको हमारी ये पोस्ट ” Heavy Driving License Kaise Banwaye ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस ” कैसे लगी इसके बारे में हमे जरुर बताये.
Recommended :
हैवी ड्राइविंग लाइसेंस फीस, हैवी लाइसेंस फीस, हैवी ड्राइविंग लाइसेंस राजस्थान, हैवी ड्राइविंग लाइसेंस फीस इन राजस्थान, हैवी लाइसेंस हरयाणा, हैवी लाइसेंस ट्रेनिंग लिस्ट, हरयाणा ड्राइविंग लाइसेंस ऑनलाइन अप्लाई,हैवी लाइसेंस डिटेल्स, Heavy Driving License Kaise Banwaye ? हैवी ड्राइविंग लाइसेंस
commercial licence kaise banaye, driving licence information in hindi, driving licence kaise check kare, heavy licence kitne din me banta hai, driving licence in hindi meaning, heavy licence fees in haryana, driving licence kho jaye to kya kare, heavy licence haryana status, haryana roadways heavy licence status, haryana roadways training list hisar,haryana roadways training centre, haryana roadways training fees online, haryana roadways driver transfer list 2016, haryana roadways driver list, haryana roadways driving school gurugram, haryana, haryana roadways training school heavy licence,
heavy driving licence
heavy vehicle licence
heavy vehicle license
heavy licence apply
heavy licence price
heavy licence online
heavy licence online apply
heavy motor vehicle driving licence
documents required for heavy driving licence
heavy truck licence
heavy goods licence
heavy vehicle driving license
rto heavy licence
apply for heavy license
online heavy driving licence apply
Dosto apko hamari ye post Heavy Driving License Kaise Banwaye ? kaisi lgi hame jarur bataye.
Yes I will. We diving linece
send me your contact n. i will tell you complete process
Mera name chatendra Mahto
Mera pass koi bhi license Nahi he
Our heavy license banwan he
To Please help kare
no. bhjo apna
Sir
My self Shaikh Adil
From Uttar pradesh
District Azamgarh
Sir mai apse chhoti si jankari janna chahta hu Driving Heavy Licence se related
Mai ye janna chahta hu ki Heavy licence ke liye LMV licence ka kitna months purana huna jaroori hai.
Thanks
Rinku
Budhendra prasad
Vill.tilsa dist. Rohtas bihar
Sir mera sasaram bihar ka lmv bana hua hai or heavy karana chahta hu sir mujhe bahut jaruri hai
Sir me lmv se heavy licences karwana chahta hu or bihar ka rahne wala hu mera issue date 2013 la hai sir hame help kariye
सर मुझे हेवि लायसन्स बनाना है मे 8 वि पास हू मैने कहि बार अपल्य कर चूका हू येजंट मेरा पैसा कहि बार लेचुका है मगर वो नहि बनाता है तो आप मेरी मदत किजिये पिलिज
बनाने के लिये डाकोमेंट कौन से लगवाना है वो आप ईमेल पर सेंट कीजि ये सर पिलिज
Mere pas lmv licences hai kya mai halka bahan jaise pickup chala sakta hu
19 year m Highway licence Ban sakta hai kya
Sar main July 2018 Mein heavy licence ke liye offline aavedan kiya tha offline aavedan karne ke bad offline counter Band Ho Gaye online chalu ho Gaya Mera licence Bana Nahin kya offline counter ab Nahin khulenge
sayad apka license bn gya hoga aap ek bar office jake pta kr le
bahut achhi information di sir aapne
Heavy licence ke liye online apply kar sakte hai kya
Sir mere pass lite licence h 1 saal purana mujhe heavy banvana h to kya krna hoga or isme age kya hoti h
[email protected]
TRANS'” LICENSE KYA hota h? Kya isko hi havy license bolte h?
sir mera driving license kho gaya hai ab mera driving license new banega ya wohi firse mil jayega.
Bhai ye bta light licence bnne ke Baad heavy licence ki file kitne dino Baad lagti h
Bhai ek baat m haryana ka hisar distt ka candidate hu or rajasthan m heavy licence bnva lu to haryana roadwAys ki driver bharti me form apply kr skta hu
Rajasthan state se bnaya hua licence haryana m chal sakta h kya
ha chal skta hai… adhik jankari ke liye hisar dipu se pta krle
Bhai ye bta m haryana ka hisar distt ka candidate hu or rajasthan m heavy licence bnva lu to haryana roadways ki bharti me driver post ke liye form apply kr skta hu
Rajasthan se bnaya hua licence haryana m chal skta h kya
Please reply sir
Bhai ye bta m haryana ka hisar distt ka candidate hu or rajasthan m heavy licence bnva lu to haryana roadways ki bharti m form apply kr skta hu
Rajasthan ka licence chal jayega kya haryana ki bharti m
Please reply me sir
Sir manie licence ke liye apply kiya hai.lakin jo aadhar card me adrees hai waha ab Hum nhi rahte hai.mai present me bhut door rahta hu to licence kaise prapat kare
rto office jake le le license
Mera lmv liecence motorcycle or car ka h kya m heavy licence k liye apply kr skta hu sir
Sir mujhe four wheelar ka lisance banwana hai sir aur mujhe kab tak lisance mil jayega sir plz help me sir ranesh nainital..
send me your contact n. i will tell you complete process
Sir m school document gum ho gaye hai JIS m mere 10th pass certificate bhi tha AUR mere dl 2004 ka bana hua hai ab mujhe APNA dl commercial karna hai AUR mere p 10 ka certificate nahi hai kya koi rasta hai
certificate ki agr koi photocopy hai to vo lga dijiye nhi to dobara se duplicate bnwana hoga certificate
Sir
Mai Faridabad Haryana se hu.
Maine suna h ab personal licence se commercial vehicle chala sakte h
Kya ye sach h
Aur kab se chala sakte h
sorry sir abhi hme eske bare me jankari nhi hai
My name .pankaj shukla hai
Sar Mera laesens 4.4.2015 me renwvl karana
Leken Kara nahi paye ab to ham haibe gadi chla let hai us lasens ko reniwl karane or
Use ki haibe karane me ketna khrcha ayega
no. bhejo hum krte h licenece renewal
LMV (NT) COMMERCIAL VEHICLE DRIVE KAR SAKTA HAI?
nhi kar skte…drive
Sir mara DL pahlay delhi ka tha baad ma manay wo lucknow transfer karwa liya kyu ki ma army ma job ma tha fir manay wo DL havey karwa liya baad ma ma fir dubaara delhi aa gaya yaha mara ghar ha or sath hi DL ki NOC bhi la aaya ab wo DL renew nahi kar rahay ha iskay liya kya karna padayga taki ma apna DL banwa saku. .
Sir license KO transfer karwane ke liye Kay karna hota he Kay transfer hojata he Kay
plz app 1 din ka wait kijiye espe ham ek post likhne wale hai
Sir mera heavy licence k liyelist me number to aa gya
kya muje traning k liye dubara se file banwani pdegi
sir mera name saurabh h maine 7 month pahle lmv licence banwa liya h or comercial banwana h to kya ban jayega mera licence btaiye
Mera 4 Wheeler lite licence me blood test diya huwa hai phir v medical karna padega
लाईट लासेंस, कोमर्सियल लाइसेंस, हेवी लाइसेंस और हेवी लाइसेंस विथ बेज नंबर में क्या अंतर है/
किस तरह के वाहन को चलने के लिए किस तरह का लाइसेंस चाहिये, इसकी पूरी जानकारी देवे
अगर कोई व्यक्ति (ड्राइवर ) पिली नम्बर प्लेट वाली गाडी (लाईट कोमर्सियल ) चलाना चाहता है तो उसके पास कोन कोनसा लाइसेंस होना चाहिए
अगर कोई लिंक हो जिस पर की सभी ड्राइविंग लाइसेंस की पूरी जानकारी हो तो वो भी भेजे
Hevvy truck licecs kida bnna aw
TR licence nikalane ke liye pahle four wheeler licence nikalane ke ek saal baad TR licence nikalta hai kya?
Dear Sir,
Mujhe apne bhai ka heavy driving licence banvana h lekin vah anpadh h
To eske liye kya proses hogi
Lmv 5 sal purana h !
sir mera D L N T hai Aur bane 1years ho gaya hai mai uase Hauvy karana chahata hau pl…
Sir mujae international driving licence bnvana h or mere pass lmv ltv licence h kya issae licence ban jayga please mujae iskae bare m jankari de v banvanae ka prosiser b btaay sir
Sir me up ka rahne wala hu ..or mene delhi se eon Second hand gadi Li h…..mujhe apne name rc karwani h …to sir proases batao
Agar kisi admi ke pas Psvbus ka licence hai to kya wo truck chala sakta hai?
sir mene noc nikalwaye 5,6 mahine hoge kya me usi noc pe heavy licence ke liye apply kr sakta hu please apna sujhao mujhe de mera phone number h 7988100217
plz call at 934277375
sir mene noc nikalwaye 5,6 mahine hoge kya wo wali abhi chal sakti agar me abhi file teyar krwau to please mujhe apna sujhao dena phone no. 7988100217
kya ma hmv license banwata time document self attested laga skta hu
ha lga skte ho
sir I have already LMV driving license but I want to b e heavy driving license I am from jabalpur Madhya Pradesh
tell me total fee to make heavy driving license officially
Dalal are demanding 6000₹ to make it pls satisfy me to tell answer
thanks
sir
heavy license k liye medical Govt hospital ka hona jaroori hai kya?
vase to ye medical court me hi hota hai agr aap chaho to Govt hospital me bhi krva skte ho
sir Aapki monthly kitna income hoti he blooging se
abhi kuch jyada nhi hai 2000 something
सर मेरा ड्राइविंग लाइसेंस तो बन गया है मैं हैवी लेंस बनवाना चाहता हूं कितना खर्चा आता है क्या कर करना पड़ता है कौनसे-कौनसे फार्म लेनी पड़ती हैं और कहां पर जमा कराने पड़ते हैं सारी की सारी इनफार्मेशन हमें प्लीज दीजिए
sabse phle aap ye 2 post pdhiye ……..
https://samajikjankari.com/get-heavy-driving-licence-india-hindi/
https://samajikjankari.com/haryana-roadways-heavy-licence-apply-online/
Dear sir mne learning license bnwa liya h or ushe bnwaye 19 month ho gye h ab m have licence bnwana chahta hu plz btaiye kase bnwau
aap ab apna license banwa skte ho… apply kr dijiye
सर हैवि लाईसंस कि रिनयु तारिख 31/3/18 है ।बिना रिनयु कराये वाहन चला सकते है कया
nhi renew kewana jruri hai
are bhai mujhe ye batao kitna karcha aa jaayega driving licence banwane me
kon sa license lmv ya heavy
only lite ka 2000rs
Hlo sir, mY self sonu at banga, s.b.s.nagar, Punjab, mai commercial lic. Ban bana chata hu, plz inform me mera training centre kha padega, address plz
Sir heavy license banwane k lie koi qualification ki jrurat hoti mere paas lite driving license hea
10th class hona jaruri hai
Sar mera naam ajay kumar hai me Jaipur .Rajasthan ka hu
Or mera licence . …LMV,GV comarcel hai mujhe hewy banwana hai sar me sirip 8 calls pass hu . so agar mera licence hewy ban sakta hai to sar pilis halp me ,7793084697
eske liye 10th class pas hona jaruri hai
Hevy licence ki file kaha jama ho gi
heavy license online apply krte samay apne jo center selcet kiya hai vha par file jma hogi apki
Me haryana se hu sir mera lite driving license with tractor 4 month purana hea me kb heavy license kb apply kr sakta hu
Hello sir mera heavy licence ke liye mera list me number to aa gya h
kya muje dubara se file banwani pdegi please btana
RTO BANE KE LIYE KYA KARNA CHAHIYE SAR
sorry bhai eske bare me hame nhi pta…
sir
1. step no 5 or setp no 07 me confusion hai. do bar Training Center me jan pdega ?
2. NOC aane me kitna Time Lgega.
3. Jaise- Mera LMV Bhiwani ka hai or Me training Nuh se lena chata hu. to kya file muje Nuh training center me jama krani pdegi.
Sir mere paas school ki marksheet bhi nahi h mere paas id proof me sirf
voter id card
pen card
aadhar card
bijli ka bill
and
privet driving licence h
iske alava mere paas kuchh bhi nahi h
aap ek bar try kr ke dekh lijiye sayad voter card se hi bn jayega..
Sir mujhe heavy licence nahi commercial licence banvana h magar mere paas date of birth proof sartificate nahi h mera commercial licence kaise banega
Please sir bataiye
Rajouri garden new delhi
sir eske liye aap Voter card, 10th class marksheet as a birth use kar skte ho…
Agur traning ke bad hum test me fail ho gye to kya hoga plz sir btao
fail hone par apko dobar se time diya jayega training ke liye
Ok sir
Heavy licence banna ka kya kya sama Lage ga
sir
Contact no- cahiye sir
heavy license in bhopal
MP Transport – Contact our Call Center
Phone: 0751-2621926, 9425609086,9425609083
Email: [email protected]
es link pe clik kriye https://dpes.mptransport.org/APPOINTMENTSYSTEM/(S(xxrmce3t2u5p5mi3imrxmy55))/Appointmenthomepage.aspx
ye madhay pardesh ki sarkari website hai espe apko puri jankari mil jayegi
agr phle wala link kam nhi kr rha to ye try kijiye http://www.mptransport.co.in/
Heavy licence banna ka kya kya sama Lage ga
sir
Contact no- cahiye sir
plz apna sawal ache se btaye
Mera 4 chakka ka lite license hai usse ham bade gadi heavy licence banane ke liye yehi step uthana padega
सर मुझे हेवि लायसन्स बनाना है मे 8 वि पास हू मैने कहि बार अपल्य कर चूका हू येजंट मेरा पैसा कहि बार लेचुका है मगर वो नहि बनाता है तो आप मेरी मदत किजिये पिलिज
बनाने के लिये डाकोमेंट कौन से लगवाना है वो आप ईमेल पर सेंट कीजि ये सर पिलिज