Holi Kaise Banate Hain ? होली इन हिंदी
Dosto apne hamari pichle post me ye to jarur padha hoga ki Holi Kaise Banate Hain ? होली इन हिंदी agr nhi padha hai to jarur padhe eske bare. Eske bad hame ye bhi pta hona chahiye ki Holi ka tyohar kaise manaya jata hai. Dosto holi ka tyohar bharat ke hare k kone me manaya jata hai or sabhi log uska khub aanand lete hai. How To Make Holi Festival In Hindi
Holi ka tyohar falgun mas ki purnima ko manaya jata hai yani ki har sal march ke mahine me ye tyohar manaya jata hai. Yha tyohar vase to india ke har state me ek jaise hi manaya jata hai lekin har state me eske manne ki kuch bhinta ho skti hai. To aaiye dosto jante hai ki Holi ka tyohar or Faag kaise manaya jata hai.
Holi Kaise Banate Hain ? होली इन हिंदी
Holi Ka Tyohar Kaise Manaya Jata Hai ?
Dosto holi ka tyohar burai par achhyi ki jita ha partik hai ye hamne hamari pichli post me ache se jana hai . Holi ke tyohar ke liye kuch din phle se hi teyariya honi lgti hai. Eske liye ladkiya khas kar gav me ladkiya gaay ke gobar se badkule or bholiye bnati hai enhe alg alg state me dusre namo se jana jata hai.
Badkule or bholiye banne ke liye ladkiya gaay ke gobar se ek DVD ke aakar se thode chote or bade chakkr banati hai or inme same DVD ki tarh hi hol krti hai. Gav ke log Holi ka dhan krne ke liye Gav ke chorahe or maine point par lakdiya ektthi krte hai. Es doran gav ke mahilaye rat ko apne aas pas ektta hokar apne ghr or gav ki sukh santi ke liye geet gati hai.
Jis din Holi ka dhan kiya jata hai us din log apne apne kheto se gehu ki baliya or jo bhi ann usne boya hai jaise chane boye hai to vo 2-3 podhe lekar aata hai or us Holi me se uko bhunta hai. Kisan ke dwara aaisa krna subh mana jata hai. Ladkiya apne banaye hua badkule or bholiye sukhne par unka munaz ki rassi me piroti hai or fir enko holi ka dhan me dal kr aati hai.
Holi ka dhan ke bad syam ko log apne apne ghro me ache ache pakwan banate hai jaise sawaiya, halwa, laddu, barfi, kheer, puri, pude etyadi. Or sabhi log ek sath bath kr enko khate hai.
Holi Ka Tyohar Kaise Manaya Jata Hai ?
Holi Kaise Banate Hain ? होली इन हिंदी
Holi ka dhan ke agle din sabhi log aapsi narajgi or var bhav bhul kr ek dusre ke sath milte hai or ek dusre ko rang lagate hai. Es din bachho or bado me bhut utsah hota hai. Bacche es din pichkari me pani bhar kar apne dosto par dalte hai or unko rang –gulal lagate hai.
Es din vase sabse jyada maze to dewar apni bhabi ke sath faag khel kar krte hai. Dewar ess din apni bhabi ke sath faag khelta hai us par pani dalta hai usko rang lgata hai. Bhabi pani se bachne ke liye apne dewar ko KORDA ( joki rassi se banaya jata hai ) marti hai. Kai jagah par lathh mar Holi ka bhi parchaln hai.
Faag Kaise Khele Jaruri Savdhaniya
Holi Kaise Banate Hain ? होली इन हिंदी
Dosto Holi or Faag ka tyohar hame ache dhang se manna chahiye. Hame dusre logo lo es tarah se rang lgana chahiye taki dusre ki bhavnao ko thes na phuche. Hame chemical ukat color ka pryog nhi krna chahiye ye hamare swasthye ke hanikark hota hai.
Jab ham apni bhabi ke sath Faag khel rhe ho to dhyan rhe ki unhe koi chot na phunche agr vo bimar hai ya fir kisi karn vas hamare nhi khelna chahti ho unke sath jabardasi nhi krni chahiye kyuki vo bhi kisi ki bhan or beti hai. Or sabse important bat es din hame nsha to bilkul hi nhi krna chahiye kyuki es din sabse jyada ladai ki wajah yhi hota hai or ye hamara sawasthay bhi krab krta hai.
Dosto Holi Kaise Banate Hain ? होली इन हिंदी How To Make Holi Festival In Hindi ye Apko ye Jankari kaisi lagi comment box me jarur likhe.
Hamari Ye post Bhi Padhe
- Holi Ka Tyohar Kyo Manaya Jata Hai ? Janiye Puri Khani
- आधार शादी कार्ड – बेटी सुरक्षा व नारी सम्मान की सोच को विकसित करती हुई एक अनूठी पहल
- Visa Kya Hota Hai ? Lijiye Puri Jankari
दोस्तो एक पोस्ट को तैयार करने मे काफ़ी मेहनत करनी पड़ती है. आपका एक कॉमेंट और एक लाइक हमे आपको और भी नयी जानकारी देने मे काफ़ी प्रोत्साहित करता है.
Great Post Sir
Very Good & Most Important Post for me. Keep it up Broo.
Ise holi ki perfect post kah sakte hai.
thanks
होली के ऊपर बहुत ही अच्छा और जानकारी से परिपूर्णं आर्टिकल प्रस्तुत किया है आपने।
Thanks sir ji
nice janari mera blog dekho achha hai ya nhi
Thanks
abhi mai busy chal rha hu dekh kr bta dunga
ok