How To Install Window With Pendrive Hindi
Dosto aaj ke time me sabhi log jaldi se kam krna chahte hai vo bhi bina kisi paresani ke. Pahle ham apne computer me cdrom ke dwara window dalte the lekin aaj ke time me jyadatar log pendrive se window dalte hai. Kyuki jyadatar logo ke pas cdrom hai hi nhi or agr kisi ke pas hai bhi to vo khrab hoya hua hai. Window dalne ke liye log hamse 200 se 300 tak rupye le lete hai. ( How To Install Window With Pendrive Hindi) [pen drive se window xp kaise dale ] [ pendrive bootable software]
To kyu na aaj ham khud hi Pen Drive Se Window Kaise Dale ? yah sikh le or apne rupye bhi bacha le. Dosto Pen Drive Se Window Kaise Dale ? Ye Janne Sabse phle to hame ye pta hona chaye ki pendrive se window dalne ke fayde kya hai. [ pendrive ko bootable banane ]
How To Install Window With Pendrive Hindi
How To Make Bootable Pendrive For Windows 7 In Hindi
Windows 7 Installation Steps In Hindi Pdf
Pendrive se window dalne ke fayde
- Agr ham cdrom se window dalte hai to kafi samyel lagta hai or agr ham pendrive se window dalte hai to ye kuch hi minto me window dal jati hai.
- Kafi bar cdrom se ham window to dal lete hai lekin cdrom khrab hone ki vajh se window sahi tarike se nhi dal pati or jisse hamara pc kafi hang hone lgta hai. Pendrive se window dalne me aaisi nobat nhi aati.
- Cdrom se agr window dalte hai to hame DVD ka pryog krna padta hai or ho skta hai vo DVD sakrach ho jis karn hamari window sahi na dale lekin Pendrive me to aisa kuch nhi hota .
Pendrive se Window Dalne Ke Liye Kya Kare ?
Pendrive se window dalne ke liye sabse pahle to apko Bootable Pendrive for window banani padegi . Aaiye jante Hai eske bare me puri jankari.
How To Make Bootable Pendrive For Windows 7 In Hindi
Bootable Pendrive for window banana Ke liye Kya chahiye ?
Windows 7 Installation Steps In Hindi Pdf
- Sabse Pahel to apke pas 4 ya 8 GB ke pendrive honi chahiye.
- Window ki ek copy apke computer me honi chahiye.
Esko ham kisi ke computer se copy kar ke la skte hai.
- Novicorp WinTo Flash Ka Software hona chahiye. Esko aap internet se dawnload kr skte ho.
Novicorp wintoflash download free Click Here
Windows 7 Installation Steps In Hindi Pdf
Bootable Pendrive for window Kaise banaye ?
Usb Ko Bootable Banane Ka Tarika, Iso File Kaise Banaye
- Sabse pahle to upr batai hu tino chize arrange kr le yani teno cheze le aaye.
- Novicorp software ko install krne ki jarurat nhi hai aap sidha Novicorp ke folder me jaye or uske icon pr clik kre.
- Navicorp icon pe clik krne par apko ye screen show hogi
[Pendrive Se Computer Format Karna]
Es screen pe diye hua windows setup transfer wizard par clik kare.
- Espar clik krne ke bad apko ek or screen dikhai degi vha pr apko Aways start in wizard mode ka option dikhai dega uska tick na kre or next par clik kare.
- Eske bad apke samne ye screen aayegi
Windows file path : es option ke dwara aap apne computer me se window ki copy ko select kare.
USB drive : eske dwara aap apni USB/ pendive ko select kare. Or ha pahle pen drive ko format jarur kr le.
Dono ko select knre ke baad next par clik kare.
Ye Bhi Padhiye
- Fir apke samane term & condition ki screen aayegi uskme apko
Software ki term ko accept krna hai.
- Eske baad apko ye screen dikhai degi
Esme aap se math ke simple sawal puche jayge jaise ki
6+5= 11 , 407= 280, -53=-15, 15-21= -6
Apko in simple sawalo ka jawab dena hai or fir continue kar clik krna hai.
- Continue par clik krne ke bad apke Pendrive boot hone lag jayegi.
Pen Drive boot hone me 2-3 minutes lag skte hai. Thoda intazar kare apki pendive me window boot ho jaygi.
- Ab apko jis pc me window dalani hai usko shutdown kr de or usme pen drive lga kr on kare.
- Agr pc pendrive load nhi kr rha hai to aap first boot divic me USB select kare.
To dosto es tarah se aap aasani se pendrive ke dwara apne pc me window dal skte ho.
- Also Read Bhawan Evam Sannirman Karmkar Kalyan Board Kya Hai ?
- Duplicate ration card kaise banwaye ?
How To Make Bootable Pendrive For Windows 7 In Hindi,
Windows 7 Installation Steps In Hindi Pdf
Pen Drive Se Window Kaise Dale. How To Install Window With Pendrive Hindi ye jankari apko kaisi lgi coment box me jarur bataye.
Recomended :
- Pen Drive Se Window Xp Kaise Dale, Pendrive Ko Bootable Banane, How To Make Bootable Pendrive For Windows 7 In Hindi, Windows 7 Installation Steps In Hindi Pdf, Windows 8 Kaise Install Kare, Usb Ko Bootable Banane Ka Tarika, Iso File Kaise Banaye, Pendrive Se Computer Format Karna, pendrive bootable software, pendrive se window kaise dale, पेन ड्राइव से विंडो कैसे डाले
Yes sir
Bahut hi achhi jankari aapne share kiya hain Thanks.
Sir mai apne pc me window xp pendrive se dalte samaya boot change karne ke badpendrive uthata nhi hai to kya karu sir plz help me.
first boot divice me usb select kijiye
Sir bina bootable pen drive ke window xp kaise dale mere pass xp ka iso file bhi hai
siir jab m windo dalta hu to pen se windo dalne lagti par phir kuch der baad insart cd dvd usv flass kikha aata h
usme aap 1st boot divice chang kro…usb
bahut achhi jankari share ki hai thanks
Sir agar computer me ESC dabane par bootmenu me pen drive nhi aaraha to iske liye kya karna hoga
alg alg sbhi slot me lga kr dekho
Window 8 cd se pendrive me copy ho sakta hai kya?
nhi eske software ki jarurat hoti hai bootable ke liye
ye software kaha milega link bhej do plz
http://filehippo.com/download_wintoflash/
Hello
Sir mere pc me ek problem ho gayi hai please aap meri help karen. Mera pc dual core hai usme 2 gb ki ram hai jab me us ko open kar rha hoon to window automaticly and statup window ka option aa rha hai jab me automaticliy per select kar rha hoon to puri window start ho kar pc restart ho ja rha hai aur jab satrtup window per select kar rha hoon to bhut dair tak load ho rha hai per kuch ho nhi rha hai sir please help me.
sir mere pas hp core i3 ki laptop hai isme mobile se net connect nhi ho raha hai to kya karna chahiye ?
ek aur computer hai jisme gane chal rhi hai par aawaj nhi de rha hai to kya kare ? sir
mobile kon sa hai ? cable change krke dekhe. mobile driver install kre ..
agr pc me aavaj nhi aa rhi hai to sound driver install kare
Mujhe aapka mobile number chahiye sir please sir mere what’s pr snd kr do mera number 8430650770
Sir kya laptop par whatsapp chala sakte hai
ha chal jayega
laptop me whatsapp kaise chalaye
eske liye aap ye post padhe
http://kaisekare.in/computer-par-whatsapp-kaise-chalaye/
HALLO SIR JI–MERE PAAS WINDOWS 7 KI BOOTABLE PEN DRIVE HAI TO USE INSTALL KARNE KE LIYE COMPUTER KO RESTART KARNE KE BAAD FIRST BOOT DIVICE ME KON SA OPTION SLECT KAROON–PLZ HLF ME SIR
first boot divice me aap remoable disk ya fir use / penderive slect kre..
Sir win to bootic me sorce file meri window so nahi kar rahi kyA kRoon
pendrive ache se lgau…
port change krke dekh lo
hallo sir mere pendrive me bootable win 7 hai.use kaise install karoon kon se option slect karne padte hain.plz hlf me
sir, laptop me pen drive se windows 7 64 bit ko install kaise kare step by step bataeye plz. mujhe pen drive ka bootable banana aata hai kripaya install karna hi bataye.
espe jald hi ham ek post likhne wale hai plz wait…1-2 days
Hallo’sir my name is Hariom.
sir i have a question-sir mera hp ka laptop hai jisme window 7 pari hui hai.
problem ye he sir ki main jab laptop on krta hu to ye processing main time leta hai matlab sir main jab koi folder open karta hu to hang hota hai.aur jab sir kuchh time chalane ke baad ye bilkul hang nahun hota,.
pls.. help me sir. my number is 9639481930
thanks
aap Local disc C jitna ho ske free rakhiye usme jitni bhi unused file hai unko parmantaly delete kr de or usefull files ko kisi dusri drive me move kr de…..
iske bad aap ccleaner download kr or usko rum krke pc junk files ko remove kre….
ccleaner yha se download kre
http://filehippo.com/download_ccleaner/
hallo sir mai pen draive me vindo kaha se laye aur laptop kaise farmat kare
hello
Bro mene pen drive bootable to kr diya h hur usme windows bhi dal di h but jb me pc boot kr rha hu to [C:\>] yh mag rha h kya kru plzzz help me
sir, mere coumputer p4 h vo ek din bena shout down keya he off ho gya or us ke window courupt ho gye lakin us m window instol nhi ho rhe h. Plazzzzzz haple m sir
usme kya dikkt aa rhi window install krne par….
ek bar apne cpu ki ache se safai kare ram or hard disk nikal kr fir try kre.
agr fir bhi na ho to kisi pc expert ko dikhaye
thanks sir ap achchhi achchhi Jankariya de rahe hai mujhe achchha aga apki Jankari pa kar… Thanks
hamara utsah bdhane ke apka bhi dhanywad sir
Hello sir ye post aapki bahut bahut achhi lagi mujhe
magar sirmera ek friend hai noore aalam sir boh apne laptop per bina pd cdrom ke bina window install kar leta hai bataiye sir kaise
kai bar kya hota hai ki window ka backup hamari hard drive me hota hai jisse ham bina pen drive or cdrom ke window install kr skte hai lekin window ache se install ho kam kre ya na kre eski koi grantee nhi hai
Vry nice sir
good work thankx
VERY GOOD BRO, COTINUE AND ALL THE BEST
Very nice technique.thanks sir
Bahut acha hai pendrive ko bootable ka tricks
Thanks
hello rohtash g
bahut achhy jankary de rahe he aap ne pen drive se window dalne ki jankary bahut achhy lagy uss bhy achhy lagy muje jo aapki style jiss tary kese aap article likhtehe muje bahut pasand aaye.
Thanks
maine apko blog bhidekha bhut acha hai.
kafi sari usefull post hai apke blog par jo ek blogger ko jarur padhni chahiye.
hello sir
aap apna whatsaap noo dega
first boot divic me USB select karne ke baad bhi kuch steps aur btani chahiye tha bro.
Thnks espar ham ek or post likhne bale hai
Bhut badhiya jankari di aapne pen drive se window install karne ki.. its very usefull
aapne window dalne ke bare me acchha likha hai
thanks
Thanks