Dosto , bhut se logo ko vehicle insurance kya hai ? eske bare bhut kam jankari hoti hai or is vajh se unhe kafi bar kafi paresani hoti hai. Is post me hame apko Vehicle Insurance Kya Hai ? Iske Bare Me Puri Jankari denege.
Vehicle Insurance Kya Hai ? Iske Bare Me Puri Jankari
Table of Contents
Vahan beema kya hai ?
Jis trah se hum apna or apne parivar ke logo ka beema krvate hai vase hi vahan beema hota hai. Jab ham apni car, bike, motorcycle ya fir kisi dusre vahan ka beema krvate hai to use vahan beema ya vehicle insurance kha jata hai.
Vahan Beema Kyo Krvaye ?
Jis trah se hamare liye life insurance jaruri hota hai vase hi ye bhi hamare liye utna hi jaruri hota hai. Bhagvan na kre kisi karn vans hamara vahan khi pe accident ho jaye to us doran beema company aarthik rup se hamari puri madad krti hai. Agr accident ke doran hamare vahan ke kuch part tut jaye ya fir hame chot lag jaye to eska khrcha beema company deti hai.
Vahan Beeme Kitne Parkar Ke Hote Hai ?
India me vahan beeme do tarh ke hote hai. Ek Third party beema or Dusra Full Party beema.
Third Party Beema : Agr apka vahan kisi dusre vahan ke sath accident ho jata hai or accident ke doran dusre vahan tut-fut hoti ya fir dusre vahan ke driver ko chot vagera lagti hai to uska harjana beema company deti hai or agr apko chot lagti hai iska harjana company nhi deti. Yani third party ka nuksan hone par hi company harjana deti hai.
Full Party Beema : Agr apne full party beema krvaya hai to accident ke doran sbhi ke nuksan ki bharpayi beema company kregi. Es doran vahan ke driver, vahan me bathe hua dusre log or dusre vahan ke log , vahan ki tut-fut sahit pare nuksan ke bharpayi beema company krti hai.
Kitne Rupye Me Hoga Hamare Vahan Ka Beema ?
Har ek vahan ke liye beeme ki rashi alg alg hoti hai. Beema rashi in point ke dvara nirdharit hoti hai.
- Vahan ki aaj ke time ki kimat.
- Vahan ka model
- Vahan kha pe register hai
- Vahan kon se year me bna hai
Agr Vahan Accident Ho Jaye To Kya Kre ?
Agr apka vahan kbhi bhi accident ho jaye to usi time beema company ke adhikari ko phone kre or iske bare me unko btaye or ho ske to us time photo bhi khinch le. Agr kisi ko accident me jyado chot lagi ho ya fir kisi ki jaan chali agyi ho us time apko Police or ambulance ke pas bhi call krni chahiye.
Vahan Gum ya chori ho jaye to kya kre ?
Agr apka vahan chori ya gum ho jaye to usi time aap uski jankari 100 no. par police me de or iske FIR ktva le. Iske baad iski puri jankari aap beema company ke adhikari ko de.
Vehicle Insurance Kya Hai ? Iske Bare Me Puri Jankari
Beema Company se harjana lene ke liye kya kre ?
Beema company se harjana lene ke liye sabse phle apke paas apne sare document (kagaj) pure hone chahiye.
- Beeme ke original copy
- Vahan ke RC
- Driving license ki original copy
- Accident ki FIR copy
- Vahan thik krvane ke bad tut-fut ki rasid
- Third party ke vahan ki tut-fut ki rasid
- Vahan thik krvane ki rasid
Agr apka vahan chori ya fir gum ho gya hai to
- Vahan ke gum ya chori hone ki FIR copy
Jab aap in sbhi documents ko beema company me de dete hai to uske baad me company ki tarf se iski puri janch krne ke liye adhikari aata hai jo apke vahan ke sath huyi durghata , vahan ke gum/chori hone ki puri janch krta hai or iske jankari company ko deta hai. Eske kuch dino baad akpo beema company ki tarf se vahan ka harjana apko mil jata hai.
Dosto apko hamari ye post Vehicle Insurance Kya Hai ? Iske Bare Me Puri Jankari kaisi lagi hame jarur bataye.
Also Read
- Vehicle Insurance Kya Hai ? Iske Bare Me Puri Jankari
- Heavy Driving License Kaise Banwaye ?
- All Traffic Rules and Fines in Hindi
- List Of Visa Free Countries For Indian Passport Holders In Hindi
- How Much Money Gives A Insurance Company After Vehicle Accident in Hindi
- How To Make Driving License Lmv In Hindi l ड्राइविंग लाइसेंस कैसे बनवाये ?
- How To Registration A Vehicle In Hindi l गाड़ी रजिस्ट्रेशन कैसे करे ?
- How To Check Haryana Roadways Heavy License Waiting List
- How To Apply Dubai Visa For Indian Citizens Online –हिंदी में
- Bike Registration कैसे करें ? Two Wheeler Registration Details in Hindi
- Car Road Accident होने पर Claim कैसे ले ? Car Accident Insurance Claim Settlement
- एक राज्य से दुसरे राज्य में Vehicle Ownership Transfer कैसे करे ?
दोस्तो एक पोस्ट को तैयार करने मे काफ़ी मेहनत करनी पड़ती है. आपका एक कॉमेंट और एक लाइक हमे आपको और भी नयी जानकारी देने मे काफ़ी प्रोत्साहित करता है.
Clat ka exam dena jarure h kya
jankari ko hindi font me likhen
ok ji aage se dhyan rkhege
mai apni bike sell kar rha hu bike ka bima 3 years ka hai kya bima bike lene wale ke naam transfer ho jayega aur kaise hoga …… please reply sir
Respected Sir,
meri gadi ki insurance non transport (private) vehile me hui thi magar gadi transport Max cab me register thi, accident hone par hmne non transport ki document submite ki, kya claime mil sakta hai.?agr han to kaise ?, jabki insurance company bolti hai ki aapko claime nahi milega, sab kuchh complete hai surway reports, final bill, fir bhi nahi de rahe…
Dekhiye sir eske bare me kuch nhi kh skte…kyuki company ne insurance Non Tran ke liye kiya hai or apki gadi transport me register thi…company yhi chahti hai ki unhe koi na koi kami mil jaye taki unhe claim naa dena pde
sir
1 mujhe ek baat janni hai ki motor cycle ka bimma kitne saal tak kar sakte hai. koi ek time period hai ki ab nahi kara sakte.
2 maine last year national insu se kara to 816/- ka tha insurance aur abi maine customer care mai baat ki to
bole 965/- ka, essa kyu .
3 har saal kimat less hoti hai to premium amount bhi to less hona chahiye na.
1-dekhiye insurane hm kabhi bhi karva skte hai
2- insurance rate badhte rhte hai …eske kafi karn hote hai
Namaste sir g meri new Mahindra bolero pickup ka accident ho gya Mene ICICI Lombard company me claim darj karwa diya gaadi complete ho gai but jo company ka customer service manager hai wo let kar Raha tha to meri unse bahas ho gai to unhoone mujhe bola ke apka claim ab pass nhi ho payega apko jo karna hai kar lo court case kar do aise bol Raha hai gaadi Ko 45 din Kareeb ho Gaye hai ab aapse btao mujhe kya karna chiye toll free par call karta hu to boltey h ke cs manager se baat karo usse meri ladai ho gai plz sir help me koi ucheet jankari de
aap sabse phle ye dekhiye….ki apke documents me koi kmi to nhi hai…agr koi kmi hai to usse thik kijiye…agr vo shi se jabab nhi de rhe hai to aap RTI lga kr jabab mang skte ho..or consumer court me bhi ja skte ho
Sir new bike ke sath full party insurance Hoga ya third party.bike ct100
vo apki marzi h kon sa bhi krva skte ho
Sir Maine 11/11/17 ko some bike ka insurance karwaya tha vo kho gya hai,
Sir kya kare
company se dobara se copy le lo
Sir meri gadi ka accident ho gya he or mere ps licence nahi he to kya mujhe bima mil jaayga ya nahi.?
सर हमारे ट्रैक्टर का एक्सीडेंट हो गया है एक कार से और दोनों पार्टी का बीमा फर्स्ट क्वालिटी का है और दोनों लोगों का समझौता हो गया है ओ एफ आई आर नहीं कर रहे हैं और ना मैं ही FIR कर रहा हूं और जो हमारा बीमा एजेंट है वह बोल रहा है कि fir की नकल हो या फिर पुलिस अधीक्षक को एक रजिस्ट्री करके उसका स्लिप लेकर आओ तब हम आपका clame पास करा सकते हैं नहीं तो आपको पैसा नहीं मिलेगा सर हम क्या करें ट्रैक्टर में नुकसान ज्यादा हो गया है जबकि हमारी गलती नहीं थी सर हम आपके उत्तर का इंतजार कर रहे हैं
Apni bike ya scooter vehcle / motorcycle ka bima karane k liye sampark kare vipin kumar agra se
cont no 8445591624 8475057906
national insurance se
Mere pass passion pro model 2010 .7 month ki ha par us ka insurance aaj tak nhi huaa agar me abb insurance krou toh mere fee Rs …….. kitne lagay gay plezz reply fast
Sir two wheeler actica ka insurance kha hota hh…. mera matlab rto office me hota hh ya agency me hota hh plz reply sir.
Sir mere bike ka bima renewal kaise karwa sakta hu..kya mujhe agent se milna hoga ya main khud jma kr skta hu..agr khud jma kre to uska processor kya hoga…pls tell me sir …thanks in advance
Dear Sir ,
Sir meri 2 wheeler Activa 3G ke parts ki tut fut hui hai 3 mahina hua new gadi liya hai our insurance bhi hai . Main army main hu mere ghar walo se accident hua our kisiko chot nhi hua to mian tut fut ki cleam karke mil sakati hai sir request please infom.me
Your solder,
beema banane ke liye kya kya document lene
Beeme ke original copy
Vahan ke RC
Driving license ki original copy
Accident ki FIR copy
Vahan thik krvane ke bad tut-fut ki rasid
Third party ke vahan ki tut-fut ki rasid
Vahan thik krvane ki rasid
hi thank you sir in sabhi jankari k liye but hume insurence karane ke baad har mahine company ko pese dene hote hai kya. ya fir saal me?
साल में बस एक बार …
Insurance company start krne k liye kya kya paper work krna hota h….
sorry we don’t have info. about this
Lakh-lakh dua Hai sir aapkelye
Aap hamesa Khush rahe aur hm sbko achhi achhi jankari milta rahe
apka bhi bhut bhut dhanywad shree maan ji
Sir kal hi meri new activa 3g bike chori hogyi he jiska mujhe abitak nambar bhi nhi mila he na koi insurance k pepar to sir me abi kya kru
insurance to sir company me hi ho jata hai jab ham vehicle lete hai ye hame khud krvana hota hai … aap compnay se baat kijiye sayad vha baat bn jaye
Sir new bike pe insurance kab valid hota he. Bike passing hone k bad ya pehele se hi hota he
passing hone ke bad me
Thanx for information
I am very proud of you sir
thankyou sir
Very nice.
Aapne Jo bhi jankari di hai. Woh excellent hai. Very nice.
Thank You Bhai Ji
Hello sir
mein
Rajesh rajput
J&k
Mere pass bike hai
insurence compny
Plastic bike part k totne par kitne % dete hai
Aur
Iron part k totne par kitna
Please zaror bataye
sir har company ke rule alg alg hote hai eske bare me apko apni company se hi pta krna pdega
Two wheeler k rc kho Jane k bad kya Kre..kaiser new rc bnbaye
rc gum hone ki FIR krvaiye fir uske baad court me jakr new RC ke liye apply kr dijiye
M vehical insurance ka kaam start kerna chata hu … help me in detail plzz
7206250250
Sachin
Sir mere gadi ka insurance ko gya h mujhe nhi malum kis companey ka h kese pta kre ki insurance kis company ka h kya aap meri help kr sakte h!!
Ager kr sakte h to detail:-
HR47B5448
insurance document me dekh lo na, ya fir jisse karvaya hai usse pta kr lo
Sir mere bhai ne karaya tha.unki death ho gyi h ye bhi nhi malum kisse karaya ye bhi nhi malum kis companey ka h na photo copy h!! Apse umbeed h aap kr sakte ho mera kam ager kr sakte ho to mujhe batao vese aapne kisi ko niras nhi kiya gadi number mene send kiya h aapko!! Ya koi rasta btao kese milega insurance number bhi nhi h usse pta kr leta me koi rasta nhi bacha aapke siva ?
Sir …meri meri bike mera ek dost le gya or use accident ho gya other bike s ..other bike wale ko chot bhi ayi h kaafi …meri bike ka insurance nhi ho rha tha .bike police station m hai ….kya m apni bike ko police station s le skta hu …plz sir help me
bhai ji ab apko kafi musibat ho skti hai …
accident ho gya na es liye
aap ek baar un logo se baat kr lijiye jinko chot aayi hai
2nd aap kis vakil se bhi baat kr lijiye apke liye sahi rhega
Orginal beema copy kab milti hai.jab hum bike kharidte hain…?
jab ham insurance krwate hai us time
mera b accident hua tha aur sath me mera frnd tha usne tempo par clame kya ha kya mujhe b paise milengye
sir plz btao
ha agr aap seriously hokar case karego claim ke liye apko rupye mil jayege
Sir agr wahn 6lakh ka h to chori hone pr bima company kitna paisa deti h ya ushke jaisa wahn degi ?
esme kafi condition hoti hai ji..
ye dekha jata hai apne kon sa bima krwaya hai.. kitna premium de rhe ho ..
bhut sari bate hoti hai jo claim jiske aadhar pe claim milta hai..
Sir ek swal or koun si bima company achhi h jis me koi problem hone pr jaldi sunwaei Ho
dost ekse bare me ham abhi research kr rhe hai jald hi apko ekse bare me bta giya jayega..
Thanks
thankyou so much sir bhagawan aap ko bahut achhi sdbudhdhi de
Also Thank You Sir…..
thankyou so much sir aap ko bhagawn bahut bahut tarkki de
Thanks dear aapki jankari se hum subko kafi madad mili hai aur agar zarorat padi to aapko msg kar dygy
Also Thank you
vahan chori ke kitne din baad tak FIR kar skte hai
kya vahan chori ka bhi claim milta hai
vahan chori hone par jitna jaldi ho ske FIR kr deni chahiye jyada samay nikalne par claim lene me dikkt aati hai.
eske liye maximum time 2 days hota hai
bike chori hone par kya karte police
bike chori hone par sabse phle aap usi din police ko infom kre fir bha se FIR copy lene ke bad aap insurance compnay ko inform kre
Sir ager kisi ka two wheeler insurance kho jaye or uske pass dusri kopy bhi nahi h or na hi ye pata h ki kis kapny ka insurance tha to insurance ki dusri copy nikalne ke leye kya kerna hoga.is m agent bhi bol raha ki pata nahi kis company ka tha to dusri kopy kese nikal sakte h please information sir
.
ham apko ekse bare me agent se pta krke btata hai kal tak
third party me owner driver cover hota he kya…
two wheeler me 1lac and four wheeler me 2 lacs ke liye…???
plz apna swal ache se btaye aap kya puchna jachte ho
Excellent sir . Ek Question hai Pad Drive hota kiya hai ?
eske liye aap es link pe clik kare click here
Thanks Sir . Pad Drive Ki jankari mujhe Hindi language me chahiye sir Please
maine apko jo link bheja kya ushi ki jankari apko hindi me chahiye
mera matlab jo aap janna cha rhe ho yhi jankari hai kya ye
Han ji sir
Thank you But Mujhe Iski Jankari Hindi Chahiye Sir Plz
Nice M satisfied.
Sir kya bike ke tayar ka v insurance hota hai mera apache 160 ka insurance abhi 2 manth Hua bike liye hue mera accident Ho gya to tayar fat gya hai to kya mera tayar change Ho jayega
ha ho jayega insurance ke anadar apke bike ke sabhi parts aate hai
Aapki yah jankari bahut hi badhiya hai..isse bahut saare logo ko faayda hoga aur kaphi kuchh seekhne ko milega..
thanks
Agar third party insurance mai hamari motorcycle accident ho gaye badi gadi k saath to name claim nahi milaga kya
Dost mai apka sawal nhi samjh paya name claim nahi milaga ? eska matlab kya hai aap kya puchna chahte ho achhe se btaye
Very good..but jab hum claim karte hai aur survayer aata hai aur kehta hai ki sirf ek side hi cover hogi..tab kya kare
Dost mai apka sawal ni samajh paya ek side hi ka kya matlb hai
Mujhe ye pad kar hi job mili h
dhanywad bhai ji…..
ham kuch to safal huye apne mission me….
Sir meri 13/05/2017 ko bike chori ho gyi..mene turant polic me fir kara di or unhone fir ki cofy dedi ab me kya kru sir meei bike ki full party insurance bhi hai.
aap insurance company ke pas jaiye…..or unhe apne documents or FIR copy dikhayi