Business Partnership In Hindi I Agreement/Deed Pdf Download
Table of Contents
Business Partner In Hindi, Partner Handling Kaise Kare, Partnership Business Rules In Hindi, Business Partnership In Hindi, Business Partnership Agreement, Business Partnership Proposal Sample, Business Partnership Agreement India, Business Partnership Act In India, Business Partnership Agreement/Deed Pdf Download, partnership deed format pdf download, partner in hindi
Namskar dosto har koi vyakti apne business me safal hona chahta hai or kisi bhi kam ki saflta uski neev yani uski suruaat par depend krti hai. Kafi bar hhame apne business ko ache se chahle ke liye ek partner ki aavsykta hoti hai or agr is doran hamane apne business ke liye ek ache partner ka choonav kr liya to ham apne business ko saflta ke sikhar tak phuncha skte hai agr hamane jyada kuch soche bager kisi ko bhi apna partner choon liya to ye hamari barwadi ka karn bhi ban skta hai. Koi bhi Business Partner select krne se phle hame kin bato par dhyan dena chahiye ? Hamara Business Partner kaisa ho ? Kis vaykti se ham apne Business me Partnership kare ? Business Partnership In Hindi I Agreement/Deed Pdf Download ? In sabhi sawalo ke jabab janne ke liye ye post apke liye bhut jaruri hai.
Business Partnership In Hindi I Agreement/Deed Pdf Download
Business Partner kisi gadi me do phiyo ki tarah hote hai agr inme se kisi ne bhi ache se kam karna band kr diya to apni Business ki gadi khi bhi ruk skti hai.Sayd apne bhi Bhut se logo ko ye khte hua jarur suna hoga ki Partnership me business kabhi nhi chalta hai khte lekin ekse piche karn kya hai ? Ham es post me kuch important points de rhe hai jo apko ek perfect Business partner select krne me kafi helpful honge or partnership se related apke sabhi tarh ke sawal clear ho jayege.
1st of All Your Partner Must Know The Knowledge of Your Business
( Apke Partner ko apke business ke bare me ache se jankari honi chahiye )
Dosto partnership me ham sabse phli mar yhi par khate hai jab koi hame akar khta hai ki Business pe Sare rupye mai lagauga lekin kam tumhe krna padega. Dosto business me Rupye lagana koi badi bat nhi hai Sabse badi bat to ye hai ki hame or apne partner ko apne business ke bare jankari kitni hai. Agr apke business partner ko apke kaam ke bare me koi jankari nhi hai or vo ye khta hai ki “ Mai to keval business pe rupye hi lagauga, Business ka sara kam tumhe hi dekhana hoga ” to dosto mai khuga ki aap uske sath partnership na kare. Kyuki eska karn ye hai ki business me jee tod mehant kroge aap, dukh taklif shan kroge aap or es doran agr apka business acha chal gya to koi dikkat nhi hai lekin agr kuch loss ho gya to sara ka sara blame apke upar aayega or kuch hi dino me apki partnership tut jayegi.
Dusri bat ham partnership kyu krte hai taki 2 vyakti mil kr business ko ache se chala ske or dono partner ko business ki ache knowledge hai to vo apke business ko khi bhi leja skte hai lekin agr apne partner ko business ki knowledge nhi hai or vo hamare kam me hmari help bhi nhi kr rha hai to na hi to ham relax hokar kam kr skte or ham apne business ko vha tak nhi leja skte jha tak ham ese lejana chahte hai.
2nd Partner Have Equal Financial Status
( Partner ka Rupyo ke mamale me hamare jaisa background ho )
Hamara business partner hamse nahi hi to jyada garbi ho or na hi jyada amir hi kyuki esse hame bhvisay me dikkat aa skti hai. Ham manke chalet hai ki hamne ek amir vykati ke sath apni partnership kr le or kisi karn se 1-2 sal bad partnership tut jaye to hame vo khege ki ya to tum mujhe mere business me lge hua adhe rupye lota do ya fir apne adhe paise lelo us time agr hmare pas paise na ho to hame majburi me apna business uska dena pad skta hai.
3rd We Must Be a Faithful Partner ( Hamara Partner Vishwash ke Yogay Hona Chahiye )
Partnership me ek sabse badi dikkat ye bhi aati hai ki logo ko business 1-2 sal to achha chalta hai lekin jab business loss hone lgta hai to dona partner ek dusre par dhokha dene ka aarop lgane lag jate hai. Es liye kisi ko bhi partner banane se phle apko apke partner par pura vishwah hona chahiye uske vykvhar ke bare me hame logo se bhi pta kar lena chahiye.
4th Partner Must Have Respect In The Society
( Samaj Me Partner ka Vayvhar Achha Hona Chahiye )
Hamara business partner aaisa hona chahiye jiski samaj me ek achhi jan pahcan ho, log man smaman krte ho, logo ke sath rupyo ka len den acha ho. Hame aisa partner kbhi select nhi krna chahiye jo hamare samaj me badnam ho. Yah bat hamre business me bhut jaruri hai dosto khi aaisa no ho ki kal ko log khe ki ye ladka to thik hai lekin eska partner acha nhi hai.
Dosto apko hamri ye post Business Partnership In Hindi I Agreement/Deed Pdf Download kaisi lagi hame comment box ke jariye jarur batye.
Partnership Deed Format Pdf Download
Click Here To Download : Partnership Deed Format in Pdf
Click Here To Download : Partnership Deed Format in Ms Word File
Business Partnership Agreement Pdf Download
Click Here To Download: Business Partnership Agreement Pdf
Must Read :
- किसान क्रेडिट कार्ड कैसे बनवाएं ? Kisan Credit Card Scheme in Hindi
- महिलाओं के सामाजिक अधिकार : 14 Important Women Rights in India
- 18, 20 और 25 के बाद हाइट कैसे बढ़ाएं? लंबाई बढ़ाने के 11 सबसे आसान उपाय
- All Traffic Rules and Fines in Hindi 2019
- Online Jobs For Womens l Blog Writing Jobs From Home l ऑनलाइन घर बैठे पैसे कैसे कमाए
- Online Advertising Kya Hai ? Advertisement In Hindi
- How To Become Rich In India Fast | अमीर कैसे बने ?
- How To Success In Business In Hindi l बिज़नस गाइड इन हिंदी
- होम लोन क्या है ? होम लोन कैसे ले ? होम लोन इंटरेस्ट रेट ? होम लोन के बारे में पूरी जानकारी ?
- रिज्यूम में होने वाली 10 सामान्य गलतियाँ जो हमें मुर्ख साबित करती है
- इंटरव्यू में पूछे जाने वाले सवाल और उनका सही जवाब
- 7 Most Common Interview Mistakes In Hindi
- सरकारी नौकरी पाने का मंत्र क्या है ? सरकारी नौकरी पाने का तरीका क्या है ?
- Bike Car Theft Insurance Claim In India l Car चोरी होने पर Claim कैसे लें ?
- कंपनी से सैलरी न मिले तो क्या करें ? नौकरी के दौरान रुके हुए पैसे कैसे निकलवाए ?
- Facebook Like Badhaye Ke Liye Auto Liker Shi Ya Galt ?
Watch Video :
एक अच्छा बिज़नस पार्टनर कैसे चुने ? इसे अच्छे से जानने के लिए हमारी ये विडियो जरुर देखे
Aap ka coment bhut acha tha mgr aap k coment me kuch mising hi
konse comment ki bat kr rhe ho bhai ji.. kis post me…?
So nice and informative article. Padh kar kafi knowledge mili hai. Harek business shuru karne wale insan ko yah article zarur padhna chahiye.
Thanks Negi Ji